Tuesday, November 30, 2010

Favorite

हम तो बचपन में भी अकेले थे
सिर्फ़ दिल की गली में खेले थे

एक तरफ़ मोर्चे थे पलकों के
एक तरफ़ आँसूओं के रेले थे

थीं सजी हसरतें दूकानों पर
ज़िन्दगी के अजीब मेले थे

आज ज़ेहन-ओ-दिल भूखों मरते हैं
उन दिनों फ़ाके भी हमने झेले थे

ख़ुदकुशी क्या ग़मों का हल बनती
मौत के अपने भी सौ झमेले थे



By: JAVED AKHTAR

Saturday, November 27, 2010

!!!!!!

Do boond umeed ki
Zindagi udhaar ki

Gungunate pal ne dikhaya
Dhoop chaav ka aangan
Pehli baarish aur woh pehli chot
Jaada nahi bas maangte hai
Packet bhar khushiyo ki fauz

Thand si dhoop
Chilchilati sardi
Rahein hai khuli khuli
Aur mausum ne li karwatein


Appraisal ka tension
Workload ka burden
Rishtedaron ka waar
Fursat se bhare
lamhon ka hai ab intezaar


Kuch sacchi si baatein
Kuch random se shabd
Ye maine likhe hain
Main bhi hu stabdh